Panjatan Pak

Tuesday 4 June 2013

Farman-e-Hazrat Gaus-E-Aazam (Radhi Allahu Ta’ala Anhu)

1 Mout Ko Yaad Rakhna Nafs Ki Tamaam Bimariyo Ki Dawa Hai.

2 Takabbur Karnewale Ka Sar Hamesha Nicha Rehta Hai.

3 Aye Jannat Ke Chahnewale Jannat Basaane Aur Paane Ke Liye Sirf Aaj Ka Din Hai Kal Ka Nahi Kya Khabar Tera Inteqal Ho Jaaye.

4 Woh Insaan Kitna Bad Naseeb Hai, Jiske Dil Me Jaandaaro Par Raham Karne Ki Aadat Nahi

5. Taqdir Se Ladai Jhagda Aur Mukhalifat Na Kar Warna Tu Tabaah Ho Jayenga, Tu Allah Ke Har Kaam Se Razi Reh

#08

No comments:

Post a Comment