Panjatan Pak

Tuesday, 4 June 2013

DAJJAAL KYA HAI ??? MUST READ


• Dajjaal Qayamat Se Qabal Zaahir Hoga. –(Muslim Sharif)
• Dajjaal Iran K Shaher Kharaasaan Se Niklega . (Ibne Maajah)
• Dajjaal Us Waqat Zaahir Hoga Jab Loog Us Se BilkulGaafil Ho Chukey Hoonge. -(Ahmad)
• Kisi Baat Par Gazabnaak Hona Dajjaal Ke Nikalney Ke Sabab Baneyga (Muslim Sharif)
• Dajjal Bahar-e-Hind Ke Kisinaa Maloom Jazeerey Par Zangeeron Se Jakdaa Howa Hai. –(Abu Dawood)
• Madeenay Ke Yahoodi Gharane Me Paidaa Hone Wala ‘Saaf’ Dajjaal Hai Jo Pehle Islaam Laaya Baad Me Murtad Ho Gaya, Dajjaal KiKuniyat Ibni Sayaad Ya Ibni Saayid Hai. –(Muslim Sharif)
• Dajjaal Ki Aik Aankh Kaani Aur Usk Sar Ke Baal Gongraaley Hoongey RangSorokh Aur Jism Bhaari Hoga. – (Bukhari Sharif)
• Dajjaal Ki Dono Aankhon Ke Darmiyaan ‘Kaafir’ likha Hoga. –(Bukhari Sharif)
• Dajjaal Ke Sar Pe Buhat Zyada Baal Honge. – (Ibne Maajah)
• Dajjaal Ke Paas Jannat Aur Jahannam Dono Hoonge Us Ki Jahannam Jannat Hogi Aur Jannat Jahannam Hogi. – (Muslim Sharif)
• Dajjaal Ke Paas Paani Hoga Jo Asal Me Aag Hogi Aur Aag Hogi Jo Asal Me Meetha Paani Hooga. –
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Ke Hukum Se Aasmaan Se Baarish Hogi, Zameen Se Ghaas AnaajWagairah Ugey Ga Jaanwar Pehle Se Zyada Dhood Dena Shooro Kar Dengey. – (Muslim Sharif)
• Dajaal Ke Zaahir Hone Ke Baad Kisi Ka Imaan Lana Allah Ke Yahaan Qabool Nahi Hoga. - (Muslim Sharif)
• Aadam (Allaihi.Sallam -) Se Le Kar Qayamat Tak Fitn-e-Dajjaal Se Bada Fitnaa Aur Koi Nahi Hoga. –
(Muslim Sharif)
• Jo bhi Shakhas Dajjaal Ka Zamana Paaye Wo Dajjaal Ke Saamne Na Jaaye. – (Abu Dawood)
• Fitn-e-Dajjaal Se Dar Kar MusalmaanPahaad -on MeChup Jaayenge. (MuslimSharif)
• Dajjaal Duniya Ki Har Akshaher Me Daakhil Hoga Srif Do Shahron Ke Makkah Mukarramah Aur MadeenatulMunaw -arah. – (Muslim Sharif)
• Fitn-e-Dajjaal 1 Saal 2 Mahh Aur 2 Hafta Hogi - (Muslim Sharif)
• Iran Ke Aik Shaher”Asfahaan ” Se 70000 Yahoodi Dajjaal Ka Saath Dengey. – (Muslim Sharif)
• Motey Aur Chodey Chahrey Waali Buhat Se Aqwaam Dajjaal Par Imaan Ley Aayengi. – (Tirmizi Sharif)
• Kaafir Aur Munafiq bhi Dajjaal Ka Saath Denge. – (Muslim Sharif)
• Aasmanse Nazool Hone Ke Baad Eesaa (Allahi.Sallam) -Musalmaano Ke Saath Mil Kar Dajjaal Ke Khilaaf Jihaad Karenge.Musalma - ano Ko Fatah Hogi aur Dajjaal Eesaa (Allaihi sallam) Ke Haathon Ladd”
Ke Maqaampar Qatal Hoga. –(Muslim Sharif)
• Dajjaal Se Jung Karne KeLiye Musalmaano Ka Padaaw Dimashaq (Damascus) Ke Kareeb ‘Gotah’ Ke Maqaam Par Hoga (Abu Dawood)
• Eesaa (Allaihi.Sallam -) Dajjaal Ko Khud Apne TeerSe Qatal Karenge. – (Muslim sharif)
• Daryaa-E-Urdun Par bhi Dajjaal Se Ahle Imaan Ke Mo’arqah Hoga. – (Tibrani)
• Dajjaal Ke Khilaaf JihaadMe Aik bhi Yahoodi Zindah Nahi Bach Paayega. – (Muslim Sharif)
• Eesaa (Allaihi.Sallam -) Ke Saath Mil Kar Dajjaal KeKhilaaf Jihaad Karne Wale Musalmaano Ke Liye Jannat Ki Bashaarat Hai. – (Nasayee)
• Ummat-e-Mohamma -diyah Ki AakhriJung Dajjaal Ke Khillaf Hogi Is Ke BaadJihaad Khatam Hojayga. –
(Abu Daawood)
• Madeenah Munawarah Ke Saat Raaston Par Allah Do Do Nigraan Farishtey Muqarar Farmaa Dega Jo Dajjaal Ko Madeenan Munawarh Me Daakhil Nahi Hone Dengey. – (BukhariSharif)
• Makkah Mukarramah Meb Dajjaal Daakil Nahi Ho Sakega. – (Muslim Sharif)
• Alhe Imaan Ko Allah Fitn- e-Dajjaal Se Mehfooz Rakhega. – (Muslim Sharif)
• Allah Ke Fazal Se Anpad Ahle Imaan bhi Dajjaal Ki Paishani Par Kaafir’ Lafaz Pad Kar Use Pehchaan Leynge. – (Muslim Sharif)
• Jo Loog Dajjal Ko Pehchaan Kar Apney Imaan Par Qaayim Rahange UnPar Dajaal Ka Koi Fareb Nahi Chalega. – (Muslim Sharif)
• Dajjaal Aik Momin Aadmi Ko Aar Se Cheer KarDo Tukdey Kare Ga Aur Zinda Hone Ka Hukum Dega Aur Dobra Qatal Karna Chahey Ga Magr Allah Paak Us Momin Ko Peetal Ka Bana Dega Aur Dajjaal Use Qatal Nahi KarPaayega. – (Muslim Sharif)
• Fitne Dajjaal Se Bachne Wale Loogon Ko Allah Duniya Me Hi Eesaa Allaihi sllam) Ki Zubani Buland Darjaat Ki Basharat Dega – (Ibni Maajah)
• Fitn-e-Dajjaal Se Bach Neki Dua Ay Allah Me Teri Pannah Maangta Hoon Azaabi Qabar Se, Fitne
Dajjaal Se Zindagi Aur Maut Ke Fitno Se, Gunah Se Aur Karaz Se. – (Bukhari,Muslim -Sharif )
• Surah Kahaf Ki Pehli DusAayaat Ko Yaad Kar Ne Wale Shakhas Ko bhi AllahFitne Dajjal Se Mehfooz Rakhega. – (Abu Dawood)

DAJJAAL KYA HAI ??? MUST
READ
• Dajjaal Qayamat Se Qabal
Zaahir Hoga. –
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Iran K Shaher
Kharaasaan Se Niklega.
(Ibne Maajah)
• Dajjaal Us Waqat Zaahir
Hoga Jab Loog Us Se
BilkulGaafil Ho Chukey
Hoonge. -(Ahmad)
• Kisi Baat Par Gazabnaak
Hona Dajjaal Ke Nikalney
Ke Sabab Baneyga
(Muslim Sharif)
• Dajjal Bahar-e-Hind Ke
Kisinaa Maloom Jazeerey
Par Zangeeron Se Jakdaa
Howa Hai. –(Abu Dawood)
• Madeenay Ke Yahoodi
Gharane Me Paidaa Hone
Wala ‘Saaf’ Dajjaal Hai Jo
Pehle Islaam Laaya Baad
Me
Murtad Ho Gaya, Dajjaal
KiKuniyat Ibni Sayaad Ya
Ibni Saayid Hai. –
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Ki Aik Aankh Kaani
Aur Usk Sar Ke Baal
Gongraaley Hoongey
RangSorokh Aur Jism Bhaari
Hoga. –
(Bukhari Sharif)
• Dajjaal Ki Dono Aankhon
Ke
Darmiyaan ‘Kaafir’ likha
Hoga. –(Bukhari Sharif)
• Dajjaal Ke Sar Pe Buhat
Zyada Baal Honge. –
(Ibne Maajah)
• Dajjaal Ke Paas Jannat Aur
Jahannam Dono Hoonge Us
Ki
Jahannam Jannat Hogi Aur
Jannat Jahannam Hogi. –
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Ke Paas Paani
Hoga Jo Asal Me Aag Hogi
Aur Aag Hogi Jo Asal Me
Meetha Paani Hooga. –
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Ke Hukum Se
Aasmaan Se Baarish Hogi,
Zameen Se Ghaas
AnaajWagairah Ugey Ga
Jaanwar Pehle Se Zyada
Dhood Dena Shooro Kar
Dengey. –
(Muslim Sharif)
• Dajaal Ke Zaahir Hone Ke
Baad Kisi Ka Imaan Lana
Allah Ke Yahaan Qabool
Nahi Hoga.
- (Muslim Sharif)
• Aadam (Allaihi.Sallam -)
Se Le Kar Qayamat Tak
Fitn-e-Dajjaal Se Bada
Fitnaa Aur Koi Nahi Hoga. –
(Muslim Sharif)
• Jo bhi Shakhas Dajjaal Ka
Zamana Paaye Wo Dajjaal
Ke Saamne Na Jaaye. –
(Abu Dawood)
• Fitn-e-Dajjaal Se Dar Kar
MusalmaanPahaad
-on
MeChup Jaayenge.
(MuslimSharif)
• Dajjaal Duniya Ki Har
Akshaher Me Daakhil Hoga
Srif Do Shahron Ke Makkah
Mukarramah Aur
MadeenatulMunaw -arah. –
(Muslim Sharif)
• Fitn-e-Dajjaal 1 Saal 2
Mahh Aur 2 Hafta Hogi -
(Muslim Sharif)
• Iran Ke Aik
Shaher”Asfahaan
” Se
70000 Yahoodi Dajjaal Ka
Saath Dengey. – (Muslim
Sharif)
• Motey Aur Chodey
Chahrey Waali Buhat Se
Aqwaam Dajjaal Par Imaan
Ley Aayengi. – (Tirmizi
Sharif)
• Kaafir Aur Munafiq bhi
Dajjaal Ka Saath Denge. –
(Muslim Sharif)
• Aasmanse Nazool Hone Ke
Baad Eesaa (Allahi.Sallam)
-Musalmaano Ke Saath
Mil Kar Dajjaal Ke Khilaaf
Jihaad Karenge.Musalma
-
ano Ko Fatah Hogi aur
Dajjaal Eesaa (Allaihi
sallam) Ke Haathon Ladd”
Ke Maqaampar Qatal Hoga.
–
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Se Jung Karne
KeLiye
Musalmaano Ka Padaaw
Dimashaq (Damascus) Ke
Kareeb ‘Gotah’ Ke Maqaam
Par Hoga
(Abu Dawood)
• Eesaa (Allaihi.Sallam
-)
Dajjaal Ko Khud Apne
TeerSe Qatal Karenge. –
(Muslim sharif)
• Daryaa-E-Urdun Par bhi
Dajjaal Se Ahle Imaan Ke
Mo’arqah Hoga. –
(Tibrani)
• Dajjaal Ke Khilaaf
JihaadMe Aik bhi Yahoodi
Zindah Nahi Bach Paayega.
–
(Muslim Sharif)
• Eesaa (Allaihi.Sallam -)
Ke Saath Mil Kar Dajjaal
KeKhilaaf Jihaad Karne
Wale
Musalmaano Ke Liye Jannat
Ki
Bashaarat Hai. –
(Nasayee)
• Ummat-e-Mohamma
-
diyah Ki
AakhriJung Dajjaal Ke
Khillaf Hogi Is Ke
BaadJihaad Khatam
Hojayga. –
(Abu Daawood)
• Madeenah Munawarah Ke
Saat Raaston Par Allah Do
Do Nigraan Farishtey
Muqarar Farmaa Dega Jo
Dajjaal Ko Madeenan
Munawarh Me
Daakhil Nahi Hone Dengey.
–
(BukhariSharif)
• Makkah Mukarramah Meb
Dajjaal Daakil Nahi Ho
Sakega. – (Muslim Sharif)
• Alhe Imaan Ko Allah Fitn-
e-Dajjaal Se Mehfooz
Rakhega. –
(Muslim Sharif)
• Allah Ke Fazal Se Anpad
Ahle
Imaan bhi Dajjaal Ki
Paishani Par Kaafir’ Lafaz
Pad Kar Use Pehchaan
Leynge. –
(Muslim Sharif)
• Jo Loog Dajjal Ko
Pehchaan Kar Apney Imaan
Par Qaayim Rahange UnPar
Dajaal Ka Koi Fareb Nahi
Chalega. –
(Muslim Sharif)
• Dajjaal Aik Momin Aadmi
Ko Aar Se Cheer KarDo
Tukdey Kare Ga Aur Zinda
Hone Ka Hukum Dega Aur
Dobra Qatal Karna Chahey
Ga Magr Allah Paak Us
Momin Ko Peetal Ka Bana
Dega Aur Dajjaal Use Qatal
Nahi KarPaayega. – (Muslim
Sharif)
• Fitne Dajjaal Se Bachne
Wale
Loogon Ko Allah Duniya Me
Hi Eesaa Allaihi sllam) Ki
Zubani Buland Darjaat Ki
Basharat Dega –
(Ibni Maajah)
• Fitn-e-Dajjaal Se Bach
Neki Dua Ay Allah Me Teri
Pannah Maangta Hoon
Azaabi Qabar Se, Fitne
Dajjaal Se Zindagi Aur Maut
Ke Fitno Se,
Gunah Se Aur Karaz Se. –
(Bukhari,Muslim
-Sharif )
• Surah Kahaf Ki Pehli
DusAayaat Ko Yaad Kar Ne
Wale Shakhas Ko bhi
AllahFitne Dajjal Se
Mehfooz Rakhega. –
(Abu Dawood)

No comments:

Post a Comment